baat samay ki (poem)
baat samay ki
aao baatayen samay ki baat,
jo kabhi na deti kisi ka sath ,
nahi dikhati rup kabhi bhi ..
jaanti hai ye sb ka raaz.
sbko lgta ya khel hai,
par yah muthathi-ret ka mel hai,
lage hamesh ki ya hai wash me ..
bhula deta har wade kasme ,
dukh me hai ya kato jaisi ...
sukh me lagti yeh hai taaz,
nahi dikhati rup kabhi bhi
samay jaanti sabka raaz..
kon apna kon paraya
sb ka gyan isne hai karaya..
janam-maran se iska rista
kuch nahi isse mahaga wa sasta..
dharma jati mee bhed na krti ,
jise banaya hamara samaaz
nahi dikhati roop kabhi bhi ,
smay jaanti sabka raaz...
baat samay ki (poem)
Reviewed by Riddhi Singh Rajput and admins
on
10:53 AM
Rating:
görüntülüshow
ReplyDeleteücretli show
TNZYF